Mukhya hissa par jayein

Maintenance

Website par kaam ho raha hai. Thori der baad dobara aayein. Shukriya!

Hunarmand

Apne Qareeb Hunarmand Dhoondein!

Plumber, electrician, mechanic ya kisi bhi kaam ke liye apne shehar ke hunarmand logon se asani se rabta karein.

Kaam ki Categories

Category chunein, phir apni zaroorat ki subcategory kholein.

Subcategories

Aksar Pooche Janay Wale Sawal

Hunarmand kaise talash karein?

“Hunar Talash Karein” dabayein, category, shehar aur kaam ki detail likhein, aur Connect dabayein. Aap ko account banane ki zaroorat nahi. Aap Hunarmand page par naam, shehar aur online status se bhi khud talash kar sakte hain.

Worker apna account kaise banaye?

“Mujhe Kaam Chahiye” dabayein, naam, number aur shehar likh kar account banayein. Aap ko ek Login PIN milega — usay sambhal kar rakhein. Phir Meri ID mein profile mukammal karein aur Kam Talashe mein Online ho jayein.

Connect aur chat kaise kaam karte hain?

Connect dabane par online hunarmand ko aap ki request milti hai. Wo qabool kare to aap dono ki private chat khul jati hai jahan text, tasveer aur audio call ho sakti hai. Sirf aap dono wo chat dekh sakte hain.